2 Line Poetry
Zikar Ik Roz Palatne Ka
Zikar Ik Roz Palatne Ka Kiya Tha Tum Ne, Ik Diya Zulf K Saye Mein Jala Rakha Hai...
Zikar Ik Roz Palatne Ka Kiya Tha Tum Ne, Ik Diya Zulf K Saye Mein Jala Rakha Hai...
Dil Yeh Kehta Hai K Shayed Ho Afsurda Tu Bhi, Dil Ki Kya Baat Karen Dil To Hai Nadaan Janaan...
Dekh Lete Hain Khalish Dil Ki Mita Lete Hain, Paas-e-Deewar Khare Hain Tera Kya Lete Hain...
Dard Mandon Ko Yahan Kis Ne Pukara Ho Ga, Is Bhari Bazam Mein Koi To Hamara Ho Ga...
Kisi K Sath Guzra Hua Woh Lamha, Agar Main Sochne Bethun To Zindagi Kam Hai...