2 Line Sms
Khayal Tarq E Muhabbat
Khayal Tarq E Muhabbat Bajaa Sahi Lekin, Hui Na Yoon Bhi Hamari Guzar To Kya Ho Ga...
Khayal Tarq E Muhabbat Bajaa Sahi Lekin, Hui Na Yoon Bhi Hamari Guzar To Kya Ho Ga...
Aap Pehlu Mein Jo Bethen To Dil Tham K Bethen, Dil-E-Betaab Ko Aadat Hai Machal Jaane Ki...
Ajeeb Si Afra Tafri Hai Hamari Zaat Mein Lekin, Humein To Be Dheyani Mein Bhi Tumhara Dheyan Rehta Hai..
Ab Yeh Socha Hai K Apni Zaat Mein Simte Rahen, Hum Ne Kar K Dekh Li Sab Se Shanasai Bohat...
Kaise Guzar Rahi Hai Sabhi Poochte Hain, Kaise Guzaar Raha Hoon Poochta Koi Nahi...
Kisi Harf Mein Kisi Baab Mein Nahi Aaye Ga, Tera Zikar Meri Kitaab Mein Nahi Aaye Ga...
Qarar Dil Ko Sada Jis K Naam Se Aya, Woh Bhi To Kisi Aur Kaam Se Aya,..