Jo Roshni Mein Khare Hain
Jo Roshni Mein Khare Hain Woh Jaante Hi Nahi, Hawa Chale To Charaghon Ki Zindagi Kya Hai..
Jo Roshni Mein Khare Hain Woh Jaante Hi Nahi, Hawa Chale To Charaghon Ki Zindagi Kya Hai..
Bohat Tanha Hoon Main Laut K Aa Bhi Jao Tum, Ashq Ka Darya Hua Hoon Main Palat K Aa Bhi Jao Tum, Jahan Pe Hath Chora …
Deedar Ki Hawas Hai Na Shoq E Wisaal Hai, Azaad Har Khayal Se Mast E Khayal Hai, Keh Do Yeh Kohkaan Se Hi Marna Nahi …
Teri Nazron K Ishare Se Badalta Hai Samaa, Tere Qadmo Ki Rawani Se Rawan Aab E Rawan, Roshni Choome Usey Rang Usey Py…
Aahat Jo Sunayi Di Hai Hijar Ki Shab Ki Hai, Yeh Raaye Akele Meri Nahi Hai Sab Ki Hai, Sunsaan Sarrak Sannata Aur Lam…
Aankh Dekhe Bina Nahi Rehti, Hont To Khair Si Liye Hum Ne. !
Ghum Ki Barish Ne Bhi Tere Ghum Ko Dhoya Nahi, Tu Ne Mujh Ko Kho Diya Maine Tujhe Khoya Nahi, Neend Ka Halka Gulaabi …
Aaj Rukhsat Ho Gaye Duniya Se Ek Bimaar E Ghum, Dard Aisa Dil Mein Utha Jaan Le Kar Hi Gaye.
Udaas Logon Se Pyar Karna Koi To Seekhe, Safaid Lamhon Mein Rang Bharna Koi To Seekhe, Koi To Aaye Khizaan Mein Patte…
Abhi Is Taraf Na Nigah Kar Main Ghazal Ki Palken Sanwar Loon, Mera Lafz Lafz Ho Aiyna Tujhe Aiyne Mein Utaar Loon, Main…
Kis Kis Se Wabasta Karen Hum Apni Umeedein, Is Daur Ka Har Shakhs Wafa Bhool Gya Hai.
Ainaa Ab Juda Nahi Karta, Qaid Mein Hoon Riha Nahi Karta, Mustaqil Sabar Mein Hai Koh E Giraan, Naqsh E Ibrat Sadaa…
Yeh Kya Jagah Hai Dosto Yeh Konsa Dayar Hai, Had E Nigah Tak Jahan Ghubar Hi Ghubar Hai, Har Ek Jism Rooh K Azaab Se …
Na Tujh Se Hai Gila Na Aasmaan Se Ho Ga, Teri Judaai Ka Jhagra Jahan Se Ho Ga, Tumhare Mere Tall'uq Ka Log Poochte Hain, …
Dasht Mein Pyas Bhujate Hue Mar Jate Hain, Hum Parinde Kahin Jaate Hue Mar Jate Hain, Hum Hain Sookhe Talab Pe Bethe Hue Hans…
Aye Dost Dua Aur Musafat Ko Beham Rakh, Yeh Meri Hatheli Hai Yahan Pehla Qadam Rakh, Aise To Zamana Mujhe Jeene Nahi De Ga, M…
Badbaan Kab Kholta Hoon Paar Kab Jata Hoon Main, Roz Raste Ki Tarah Darya Se Laut Aata Hoon Main, Subah Dam Mein Kholta Hoon …
Saaf Aayine Se Rukhsar Hai Us Dilbar Ka, Yeh Khuda Ka Hai Banaya To Woh Sikandar Ka, Aashiqon Se Talab Bosa Kahan Jaati Hai, …
Wehshat Agayeen Hain Fasana Meri Ruswai Ka, Aashiq E Zaar Hoon Ek Ahooye Sehrai Ka, Paon Zindaa'n Se Na Nikla Tere Sodai …
Yaar Ko Maine Mujhe Yaar Ne Sone Na Diya, Raat Bhar Taala E Bedaar Ne Sone Na Diya, Khaak Par Sang E Dar E Yaar Ne Sone Na Di…